Naseeb SMS Messages146 messages

"M I S S Y O U"

Mujh Say Khush Naseeb Hain

Meray Ye Chand Haroof

Jin Pey Kuch Dair Tak Paray Gi Nigaah Teri...
Kitne KhusNaseeb hai hum jo hamein sapne lene k liye
ye pyari si raat mili
ye chand, ye tare mile or sapno ki saugat mili.
Is pyari si raat ko yun hi jaag k na gawan dena.
Kya pata sapne lene k liye ye raatein kitne janmo baad mili.
So don"t waste ur time. & go to bed & take sweet dreams
abhi tu ishq mai aisa bhi hal hona hay
k ashk rokna tum say muhal huna hay


har aikh lab pay hain mere wafa k afsanay
teray sitam ko abhi la-zwal hona hay


yaja ka khara hain lakin bahar ki rut main
yah tay hay ab k hamain bhi nihal hona hay


tumhain khabar hi nahin tum tu lout jaou gay
tumharay hijar mai lamha bhi saal huna hay


hamari rooh pay jab bhi azab utrain gay
tumhari yad ko iss dil ki dhal huna hay


kabhi tu roay ga woh kisi ki bahon main
kabhi tu us ki hansi ko zawal huna hay


milain gi hum ko bhi apnay Naseeb ki khushian
bas yah intazar hay kab yah kamal huna hay


har aik shakhs chlay ga hamri rahoon per
muhabbaton mai hamain woh bay misal hona hay
Kya hua jo tumhara saath nahi
Mere hathon main tumhara haath nahi




Mere liye tumhari yaadein hi kafi hain
Muhabbat main zaroori mulaqat nahi




Main sari umar tarsa hon chahat ke liye
Mere Naseeb me shayad ye soghat nahi




Iss andaaz se bikhar kar phir simat na saka
Mujhe samaitne wala hi koii haath nahi


Jis ki DOSTI peh naz thaa, wo DOST bhi gaya
Kis qarb se kaha us ne koi baat nahi
Kya hua jo tumhara saath nahi
Mere hathon main tumhara haath nahi


Mere liye tumhari yaadein hi kafi hain
Muhabbat main zaroori mulaqat nahi


Main sari umar tarsa hon chahat ke liye
Mere Naseeb me shayad ye soghat nahi


Iss andaaz se bikhra k phir simat na saka
Mujhe samaitne wala hi koii haath nahi

Jis ki DOSTI peh naz thaa, wo DOST bhi gaya
Kis qarb se kaha us ne koi baat nahi
DUA KEE SURAT MAIN US KEE KHATIR, JO MEREY HONTON SEY LFAZ NEKLEY, JO MEREE AANKHON SEY ASHAK NEKLE, UN K BADLEY MAIN AAY KHODYA, TU JAB BHEE US A Naseeb LEKHAN, UROOJ LEKHAN KAMAL LEKHNA, KABHEE NA LAFZE ZWAL LEKHNA.
HUM NA MANGA BI TU APNI BASAAT SA BARH KAR...
JO HAMARA NA THA..
USAY KAISAY HASIL KARTAY...
BAT WAFAON KI AGAR HOTI ...
YON NA HARTAY ALI..
KHAIL NaseebON KA THA..
USAY KAISAY KAYAL KARTAY
Humay koi ghum nahi tha gham-e-zindagi se pehley
Na thi dushmani kisi se teri dosti se pehley
Hai ye meri badNaseebi tera kya kasoor is may
Tere gham ne maar dala mujhe zindagi se pehley
Mera pyar jal raha hai aey chand aaj chup jaa
Kabhi pyar tha humain bhi teri chandni se pehley
Main kabhi na muskuraata jo mujhe ye ilmm hota
Ke hazaaron gham milain gay mujhe ek kushi se pehley
mujh se mat pooch kyun aankhen jhookali maine
teri tasveer thi jo tujh se chupali maine
mere muqaddar main jo likha tha ke tu mere Naseeb main nahi
apne mathe ki woh tehreer mitaali maine
zindagi main yahan har kisi ko sacha pyar kahan milta hai
kisi ki wafaanon par likhi ek nazm uthali maine
gheri rehti hain din raat teri yaadein
in yaadon ke sahare zindagi saajali maine
jin ke sheron ko sun kar bahut roya karta tha
bas wohi ek baat sab se chupali maine
hazaaro ki duniya mein,
na koi gahreeb hota hai,
na koi amer hota hai,
jise sacha dost mil jaye,
to vohi khushNaseeb hota hai..
ye apnepan ka rishta bhi bada ajeeb hota hai
sab apna apna Naseeb hota hai
rehte hai jo nigahon se dur hamari
wohi dil ke sab se kareeb hota hai
Bay zubaan logon ko
Baqarar ankhoon ko
BadNaseeb qadmoon ko
Jis tarf bhi lay jain
Rastoon ki marzi hay

Bay nishan jazeeron per
Bad guman shehroon main
Bay zubaan musafir ko
Jis tarf bhi bhatka dain
Rastoon ki marzi hay

Ajnabi koi laa kr
Hum safar bana dalain
Saath chalny waloon ki
Raakh bhi urra dalain
Ye musaaftain sari
Khaak main milla dalain
Rastoon ki marzi hay

Rook lain ya barhnay dain
Thaam lain ya girnay dain
Wasal ki lakiroon ko
Tor dain ya milnay dain
Rastoon ki marzi hay