Naseeb SMS Messages146 messages

Muje manzilon se aziz hain teri rahguzar ki musafaten
K likhi hain mere Naseeb men abi umar bhar ki musafaten

Isi ik pal ki talash men jise log kehte hain zindagi
Teri rah guzar men bikhar gayeen meri umar bhar ki musafaten...;>
Yunhi Fasslon Ko Sajay Rakh.
Yehi Intazar Rehne De.

Mere Zehen-o-Dil K Sakun Per.
Mera Ikhtiyar Rehne De.

Teri Chahto Ka jo Dard Hai.
Ye Sub Khushi Se Qabool Hai.

Meri Chashm-e-Num Ka Guma Na Kar.
''Muje Askh Baar Rehne De.

Teri Bebasi Baja Sahi.
Meri Khush Fehmi Bhi Galat Nahi.

Tujhe Har Qadem Per Khushi Mile.
Mujhe So-Gawaar Rehne De.

Meri Guftugu Me Jo Dard Hai.
Wohi Dard Mera Naseeb Hai.

Main bhula Chuka Hon Dard Ko.
Mujhe B-Qaraar Rehne De.
Fraib tha unki hansi main,Ashqi samjh bathay


Maut ko hum apni zindagi samaj baithe,


ye wAQat ka mazaQ Tha ya hamari bAdNaseebi,


unki do baton ko mohAbAt samajh bathay
Tumhay Daikha Nahi ,, Jana Nahi,,
Phir Bhi Lagta Hy,,
Qabeela Aik Hy Apna……


Wohi Dard-E-Judai Hy,,
Wohi Bheegi Hoi Palkain,,
Naseeba Aik Hy Apna…….


Kisi Sy Kuch Nahi Kahna,,
Koi Shikwaa Nahi Krna,,
Qareena Aik Hy Apna……


Kisi Ki Yaad Sy,,
Wirana-e-Dil Jagmaga Lena,,
Khazeena Aik Hy Apna……


Yaqeen Ki Aakhri Hud Tak
Milan Ki Khushgumani Hy
Nateeja Aik Hy Apna.....;->
MerAy Naseeb ka

''''AwarA Badil''''


TamAm shehAr pAr bArsa merAy Ghar k siwA
Humsafar ne ki bewafai humse
To ashiyan bhi amnoon ho gayi
Ab apne khayalon ke safar me dil tute
To hume gumnaami ke raste mil gayi
Aj un aafsanon ki arzoo me dharkane gum ho gayi
To yeh badNaseeb asra un sarkonme kahin kho si gayi
Aj un badnaam gali me kahin kho gaye humari alfaaz
Yeh badnaami ke ajeeb ittefaq hain unki humse aitraaz
Yeh badNaseeb zarhanawazi kare us chehre ki armaan
Sau chehreke ek chehrese juri hay humari dastaan
Us chirag ki kasam aj ruswayi liye mohabbat ke saaz
Wah kismat! itmaam humsafar ke bewafai huye raaz
Ja aj batade us bewafase ki humne jala diye woh paygaam
Kasam us bewafai ki, manzoor hay hume jhute ilzaam.
wo kehte hAin k Agar Naseeb HogA merA

To Hum unhAin zAroor payenGe

Hum poochte hAin unse

Agar Hum BadNaseeb hovay to unke Bina kaise je PayenGe.
Shab-E-Firak Main Jo Maine Kal Neend Se Pocha
Too Kion Nahin Aati Mujh Ghareeb K Pass

Neend Ne Kaha Kuch Soch K Zara
Main Tere Pass Rahoon Ya Tere Naseeb K Pass
Ya rab humain tuj say koi gilla bhi nahi,
Wo Naseeb main nahi tha is leya mila nahi..

Seencha tha jiss chaman ko apnay dill kay lahoo say,
Phir kyu barsaat main koi phool khila nahi..

Na lagaay koi chot is dill_e_ natawan per,
Abhi tu phichla zakham bhi muj say siila nahi..

Mangaa tha jhooliian utha utha kar usay,
Mager humain duwaoon ka koi siila mila nahi..
Woh din baray ajeeb thay,
jub tum mere qareeb thay,
ek din hogayi judaayi,
woh din mere Naseeb thay.
WO Saath Mere Behta Hua tha
Per Kisi Aur Ke Kareeb Tha
Wo Apna Sa lagne Wala
Kisi Aur Ka Naseeb Tha

Piyas Aesi K Pee Jaon Aankain uski
Naseeb Aesa K moyasar Zehar B Nahi
Be-Los Wafain Koi Hum Se Seekey
Jisey Toot K Chaha Usey Khabar Nahi