Naseeb SMS Messages146 messages

jhalak
ankho
Ankho Se Door Dil Ke Qareeb Tha..
Mein Us Ka Wo Mera Naseeb Tha..
Na Kabhi Mila Na Juda Hoa..
Rishta Hum Dono Ka Kitna Ajeeb Tha..
Jin ko milta hai bohat sa pyar
Wohi Log to khush Naseeb hotey hein

Aur jinn k liye nafrat b na ho jahan mein
wohi log haqeeqat mein ghareeb hotey hein
apnay ghamoo ki yun numaish na kar,

apnay Naseeb ki yun azmaish na kar,

jo tera hai teray dar per khud aega,

roz usay panay ki khwaish na kar.....................
yeh anssoo b ajeeb hotey hein,
jin k door honey pe behtey hein wo to dil k qareeb hotey hein,

aur har aik k muqaddar mein kahan hotey hein,
jo rotey hein haqeeqee woh to khush Naseeb hotey hein
Pyaas Aaysi K P Jaoon Ankhain Uski
Naseeb Aaysa K Mayesar Zehar Bhi Nhi...
Qadmon mai bhi takaan thi, gher bhi qareeb thaa
per kiya karain keh ab kay safar he ajib thaa

niklay agar to chaand dereechay mai ruk bhi jaaey
iss shehar bay-charaagh mai kis ka Naseeb thaa

Aandhi nay un ruton ko bhi bay-taaj ker diya
jin ka kabhi huma saa parinda naqeeb thaa

kuchh apnay aap say he usay kash-makash naa thi
mujh mai bhi koi shakhs ussi ka raqeeb thaa

poochha kisi nay mol to hairaan reh gaya
apni nigaah mai koi kitna ghareeb thaa

maqtal say aanay wali hawa ko bhi kab mila
aisa koi dereecha keh jo bay-saleeb thaa...
=====ISHQ=====
Rone se gham-e-dil ka guzara nahi hota.……………..
Har ashq, gham-e-ishq ka sahara nahi hota.…………

Hai ishq ke dariya me toofan bhi bhanwar bhi.………
Par har kashti ke Naseeb me kinara nahi hota.………

Ishq ka to ab kya bataen, isme aksar.…………………..
Jiske hum ho jaate hai wohi humara nahi hota..…….
Tu B kise ka pyar na paye Khuda karain,

Tujh ko tira Naseeb rulaye khuda karain
Meray dard ki kahani meri hasraton sey poocho,
Mein luta hoon kaisey meray doston sey poocho,

Jo khuda tha meray dil ka,mera dil usi ney tora,
Yeh ghamo ki sarhadon par mujhey kis ney la chora,

Ussey mein ney kitna chaha dharkano sey poocho,
Mein luta hoon kis tarah meray doston sey poocho,

Yeh saza meray Naseeb ney dee meri aashiqui ki,
Diya jis ko dil ussi ney meray dil sey dillagi ki,

Mein kahan kahan jala hoon meri hasraton sey poocho,
Mein luta hoon kis tarah meray doston sey poocho.
Jab apne aap se kat ker jiya hoon jaan-e-Fareed
To phir main tujh se taaluk bahaal kya kerta

Jise badan ki nahin pyaar ki zaroorat thi
Woh badNaseeb tere khad-o-khaal kya kerta?
KHUDA kere Usey Zindagi Mein Sada Thokrain Naseeb Hon

Mere Haath Se Mere Hamsafer Tera Haath Jis Ne Chora Dia
jo khushi tumhary qareeb ho
wo sada tumhay Naseeb ho
tujhay wo khalos milay kay jo
teri zindagi par moheet ho
jo mayaar tujko pasand ho
jo tumhary dik ki umang ho
teri zindagi jo talab kary
taray hamsafer ka wo rung ho
jo kheyal dil main aseer ho a
ur dua main b taseer ho
hath uthaty he khuda karay teray
samny he tabeer ho
tujhy wo jahan milay jidher
ghamon ka guzer na ho j
idher roshni ho khalos ho
aur nafraton ki khaber na ho