aaina SMS Messages33 messages

Aapi nigahon mein jabse dekha hain,
Koi bhi aaina accha nahi lagta,
Apki mohabbat pe Aise hue hain aashiq,
Ki aapko koi aur dekhe toh accha nahi lagta
Kia bhala mujh ko parakhne ka natija nikla
Zakhm-e-dil aap ki nazron se bhi gehra nikla
Tishnagi jamm gayi pathar ki tarha honto per
Doob kar tere dariya main, main pyasa nikla
Tor kar dekh liya aaina-e-dil tu ne
Teri surat ke siwa aur bata kia nikla?
Pyaar Say Barh Kar Nahi Duniya May Koi Roshni
Pee Gaye Ye Roshni To aaina Ho Jaoo Gay
Guftago Methi Karo, Her Shaks Say Jhuk Kar Melo.
Dushmanoo Kay Wastay Bhi Dil Ruba Ho Jaoo Gay..!!
aaina zarori hay...

Zindagi k che''hray ka...

Naqsh jab bigarr jaaey...

Dosto''n ki aankho''n may...

Dushhmani ubahr aaey...

Kaanch ki sunehri baat ....

Zair-e-lab bikhhar jaaey...

Lafz bay-yaqeeni k...

Chungalo''n may ghir jaaey''n....

Sakht bay-subaati ho...

Baat baat zaati ho..

Is tarah k aalam may...

aaina zaroori hay...!
Aaj Tak Jo HUM Tumse Keh Na Sake .. Aaj Wazahat Se Iqrar Karte Hain .. Jise Tum Rooz Dekhte Ho aainaY Main Isse HUM Bepanah Piyaar Karte Hain ..
Meri zindgi ka tasawwar mery hath ki lakiren

Inhain kaash tum bdaltay to kuch or baat hoti

Ye khulay khulay se gesoo inhain laakh tum sanwaro

Meray hath sey sanwartay to kuch or baat hoti

Main tera aaina tha main tera aaina hon

Mery samnay sanwarty to kuch or baat hoti

Abhi aankh hi larri thi k gira diya nazar se

Ye jo silsila barhatay to kuch or baat hoti

Hamein apni zindgi ka kuch ghum nhi hai lekin

Tery "aastaney" pe marty to kuch or baat hoti
Sheher-E-Khayal-O-Khuwab Mein Abad Ho Gaya,

Itna Usay Parha Ke Mujhay Yaad Ho Gaya,,

Main Aaj Tak Hoon Jis Ke Fareeb-O-Hisar Main,

Wo Aur Hi Kisi Ka Mere Bad Ho Gaya,,

Aandhi Hawa Ka Saath Nibhanay Ke Shok Mein,

Koi Tabah Hua'' Koi Barbad Ho Gaya,,

Apni To Sari Umr Aseeri Mein Kat Gayi,

Jis Ne Bhi Haar Maan Li'' Azaad Ho Gaya,,

Pehlay To Paaniyon Se Rahi Guftagu Meri,

Phir Youn Hua Ke aaina Eejaad Ho Gaya . . . /
pahle to paaniyon se rahi guftagu meri.

phir youn hua ke aaina eejaad ho gaya.
jab hamare sar per baal hote thay
hum babar ali se ziada bakamal hote thay

patjhar aaya gulshan weeraan ho gaya
main aaina daikh ker khud hi hairaan ho gaya

angrayi leti zulfoon ke jagah
qadafi stadium ka maidan ho gaya

23 ramzan ki shab hum chat per ja baithay
aglay roz parosi eid mana baithay

ab apni tind ka bhi kia lashkara hai
baal nahi to kia eid ka chaand to hamara hai../ ;->