faraz SMS Messages648 messages

Jiski khatir humne jaan di "faraz".
.
.
.
.
Aaj usi ne Kafan utha kar kaha:"Acha huwa mar gaya saari raat sms kar k pareshan karta tha"
Aadhi Raat Ko Kisi Ne Baja Di faraz K Ghar Ki Bell
Wah Wah
Wah Wah
Wah Wah
Wah Wah
Wah Wah

faraz Neche Aaya To Watchman Ne Kaha

All Is Well

All Is Well….
Kon Kehta Hye Teri Yad Se Bekhaber Hoon.
faraz
So Bhi Jaon To Tere Khwab Jaga Detay Hain.
Mera To Ye Sun Kar Heart Fail Hogya
.
faraz
.
.

Jab Kam Wali Masi Ny Kaha

Suno Facebook Pe Mujhe Bhi Add Krlo..
Nigahen Us Pe Parti Hain
Jis Se Kuch Ta’aluk Ho “faraz

Har Shakhs Mohabat Ki Nigah
Se Dekha Nahi Jata….!
Jo mil gaya uska shukar ada kiya karo"faraz"
.
.
.
.
Zaruri nahi hai k har baar chai k sath samosey hon.
Hum to uski har khuwahish puri karne ka wada kar baithy "faraz",
.
.
.
Humein kya pata k humein chorna bhi uski ek khuwahish thi.
Aaj mere "JANAZY" main sara shehr shareek tha faraz

jab kay kal hum tanhaiyon kay khoof sy mar gay......
Wo bachpan ki neend to ab ek aas ban gayi hai "faraz",
.
.
.
.
Kya umar thi wo k raat huwi,
palken jhukeen aur neend aa gayi.
Aankhon ke darwazy pe neend kab ki aa bethi hai "faraz",
.
.
.
.
Bas intezaar hai uske kehne ka k..."So jao! hum khuwaab mein aa ke milty hein"
Barish k baad aksar mera dil doob sa jata hai "faraz",
.
.
.
K tu bhi kahin mujhe chor kar chala na jaye baadalon ki tarha.
Mujhe aaj bhi uski Bepanaah mohabat rone nahi deti "faraz",
.
.
.
.
Jo kehta tha "meri jaan nikal jayegi tere aansu girne se pehle".