judai SMS Messages131 messages

Us ki judai mein itna kamzor ho gaya hoon
Faraz


K ab to chilli milli bhi khaon to pait bhar jata hai :-(
"Koi "DOOR" hai to koi "PAAS"
hai"
"Ye "WAQT" waqt ki "BAAT"
hai"

"Hum "DOOR" hain to "KIA"
howa"

"Hamari Dua Hr Waqt Hr Pal aap k Sath Hy
SHAYAD MANA KA APANA MILAN MUMKIN NAHE PAR ES AAS PAR BANDA HE TUM SA DIL KA RISTAH KA SHAYD judai LAEKHTY SAMAY DIL BHAR AYA KAT BY TAQDEER KA
Kitne ulaj gae ha judai ma zindagi,

Wo shaks jafa kar k ehsan kar gaya,

Ma jis ko baat baat pa kehta tha apni jaan,

Dekho wo he shaks mujhe bejan kar gaya,

Phely wo meri zaat ke tameer ma raha,

Phir mujko apny haath se masmaar kar gaya,

Wo Aaa mila tu faasly kat' tay chaly gaey,

Bichra tu rasty merey dushwar kar gaya,

Bichra kuch es ada se k rut he badal gae,

Ek shaks saary shehar ko viran kar gaya
Khuda kry k tumko judai na mile
kisi k dard me TANHAI na mile
ager muje sms na kro to kuch aisa ho
k mosam ho sardi ka or
tumhen RAZAI na mile
judai Ki Kasak Liye

Teri Yaad Se Jura Aansoo

Har Shab Meri Aankh Se Tapka Hy

Guzry Kal Ki Terha

Aaj Ka Din Bhi

Tum Bin

Udaas Guzra Hy ... !!!
Haqeqat Mohabbat ki judai hoti hai,
Kabhi kabhi pyar main bewafai hoti hai,
Hamari taraf haath barha kar to dekh dosti ka,
Dostey main kitni sachai hoti hai.
poetry of a sardar:

sajno arz kita aa

kutta mar gaya razai wich
ah ha kia baataan

kutta mar gaya razai wich
main mar gaya teri judai wich

kukri haraam ho gayi
tere ishq andar meri jind badnaam ho gayi
Mere aane ki aahat pe shama jalai hogi...
kabhi judai ke gum se aakh bhar aai hogi...
fikar na kar mere yaar...
us rabne milne ki koi to sham banai hogi...!
Har dhadkan pe aapka naam liya karte hain,
Aap ho humey apni jaan se bhi pyare,
Tabhi to waqt be waqt yaad kiya karte hain


Samandar mein "Gahrai" ki tarhan
Pyar mein "judai" ki tarhan
Dosti mein "Chahat" ki tarhan
Mohabbat mein "Wafa" ki tarhan
Meri zaban par tum rahte ho "Dua" kei tarhan


Ankhain aap ki hoon par anso mere
Zindagi aap ki ho par sansain meri
Dil aap ka ho par dhadkan meri
Zindagi k akhri more par dua hogi ye
Kafan aap ka ho aur mout meri
Khuda hamari tarah tumhe tanhaayi na de,
Hum jee lenge tanha, par tumhe judai na de,
hamari nigahon mein basi rahe apki soorat,
Aapko bhale hi hum dikhayi na de
Hum Say Kabhi Zikr judai Math Karna, Ess Dil Ki Kabhi Ruswai Math Karna,"Tum Jan Ho Meri" Bus Etna Samjh Lo, Mery Enn Lafzoo Ko Nailaam Math Karna. IFFI