mohsin SMS Messages117 messages

Wo Kia Gaya k
Raunaq-e-Dar-o-Deewar
Gaye mohsin

Ek Shaks Le Gaya
Meri Dunya Samait Ker
shayad k main kamzor jata us aakhri mulaqat mein..

mohsin

wo to baarish ki meharbani thi jis ne chupaya aansu mere..
uss badnasib-musaafir ki qismat ko kya kahen

mohsin

dam torr diya jis ne manzil k saamne...
tere dil ka dastoor bhi ajeeb hai

mohsin

mohabat un ko milti hai jinhen nibhani nahi aati..
~Nahi Hai mohsin ko tUm se shikwa tmhari Aisi sitamgeri ka

k tUm ko daras-e- wafa mila hai udaas rehna udaas Rakhna~
Usay mere marny
ki khabar na dena
<==mohsin==>

k agar wo ro para
to ye dil
phir se Dhark uthay ga.
Hazaaron Mashghaly Hain Jo Mujhy Masroof Rakhty Hain....

Mgr mohsin Woh Aesa Hai K Phr Bhi Yaad Aata Hy....
Mujhay Likh kar Kahin Mehfooz kar lo mohsin

Tumhari Baaton say Nikalta Ja raha hoon Main.......!!
mat chor mera sath tu zindagi mein is tarah mohsin..

shayad hum zinda hain tumhary hi sath rehny say..
Milne ka waada unke mon se to nikal hi gaya

mohsin ,,

Hum ne poochi jaga to hans k kaha khawab main aa jana ,,
Meray nazdeek aa k dekh meray ahsas ki shiddat"mohsin",


Mera dil kitna dharakta hai teray naam k sath..
Main kab Tak Tujhe Paane Ki Chahat Main Zillat Uthaata Rahoon, ,,,

mohsin.....

Koi Aisa Dhoka De K Meri Hr Aaas Toot Jaye!