wasi SMS Messages49 messages

Aaj hum bhi ek nek kaam kar aaye,
dil ki wasiyat kisi ke naam kar aaye,
pyar hain unse jante hain woh,
majburi thi jo jhuki nazron se inkar kar aaye!!
Bicharr ke mujh se tum bhi jee na paoge
Sach kehta hoon mere bin bohat pachtaoge
Bardasht ka paimaana hai mera bhi bohat wasi
Bolo kitna rulaoge bolo kitna sataoge
Yaadein meri satayengi baatein meri rulayengi
Meri nigahon se tum khud ko kahan tak chhupaoge
Saaya bhi hua karta hai kya kabhi Insaan se judda
Tum jahan bhi jaoge saath mujh ko paoge
Kardega mera khaloos yeh haalat tumhari
Raaz e Dil zaban tak laoge aur keh na paoge
Karta hoon intezaar us lamhe ka main
Jab mujhe apna keh ker paas bulaoge
Ajj Bhi Wo Taqdus bhari raat mehki howi hai wasi
MAin ksi main koi mujh main dhalta raha chand jalta raha
Sab Duain Yun Uduwe Aaal Ki Radd Hogaenn

Be wasila Pesh Kardi Thien Khuda Ke Samne
Iss Leye Koi ZaIDa Dair RukTa Nahi Yahan ''wasi''.!


LoG KehTe Hein Mere Dil Par Tera Saya Hai.~!
Mere Dil Mein Koi
Masoom Sa Bacha Hy
wasi ...

Jo Tujhey Sochta Rehta
Hy Shararat Ki Terha !!!
Aik Aisa Shakhs Hy Meri Zeest Mein wasi...

Jo Meri Zindgi Hy Awr Main Us Ka Lamha Bi Nhi...
Dukh Dard me haDukh Dard me hamesha mesha Nikaly Tumhare "KHAT"
Aur Mil gai Khushi tou Ushaly Tumhare "KHAT"

Sab Chooriyan Tumhari Samandr Ko Sonp Diin
Aur Kr Deye Hawa k Havaly Tumhare "KHAT"

Mery Lahoo me Goonj raha he Her ek Lafz
Maine Ragoon k Dasht me Paaly Tumhare "KHAT"

Yun tou hen Beshumar Wafa Ki Nishaniyan
Lekin Har Shaye Se Niraly Tumhare "KHAT"

Parwa nahe Mujhy kisi Chaand Ki wasi
Tareek zindagi me Hen Ujaly Tumhare "KHAT"
"Na kar byaan un se haal e dil wasi"


"magror sa shaks hai kahin sath na chor de"...
Be simt hawaon ko nhn roka karty..

Jo beet gaya osko nhe socha karty.

Suraj say kya pochty ho tapish iski.
"wasi"

Dhoop say smandar nhn sookha karty.
Usko RABB Se Itni Baar Manga Hy,

¤...¤...wasi...¤...¤

k

Ab Hum Sirf Haath Uthatey Hyn

Sawal Farishtey Khud Likh Lete Hyn ...
meri zindagi main faqat..

do he kaam, na mumkin rahy"wasi"

tujhy paa lene ki tamana.

ya phir?

tujhe bhool jane ki khawaish....