if columbus had been a married

if columbus had been a married


If Columbus had been a Married man,he might have never discovered USA

Bcoz he
would be asked
Where r u going?
With whom?
To discover what?
When will u b back?
  

May, 05 2010     171 chars (2 sms)     2740 views       Funny

more Funny SMS Messages

parhay likhay punjab k jahil hukmaran motawajah hun:18febury kee sham ko gum ho ne wala bucha puntured shuda cycle sir par rakhay main main karta huwa e-wane sadar jatay dekha gia ha mazeed malumat is paty par hasil karanin kangal awam factory flourelss bazzar pakistan
Hamein to apnou nay lota.
Gairoun main kahan dam tha !

Roti. Kapra. Makan. Ko to choro..
Rat ''lotay main pani'' bhi kam tha !! ;->


Ek Hoor Ne
Jannat Mein Khudkashi
Ker Li


Pata Hy
Kia Waja Thi ??


Ek Farishty Ne Hoor
Se Mazaq Kia Tha
k
Teri Shaadi
Qayam Ali Shah Se Hogi .. ;)
BREAKING NEWS TODAY all calls of

Mobilink,

Telenor,

Paktel,

Warid,

Ufone,

Insta phone

and

PTCL will beTOTALLY FREE !
!
!
!
!
!

!
!
!
!

!
!
Miss Calls only.
Judge - Sach Sach
BtaoTum Ne Apni Biwi
Per Kis Waja Se Haath
Uthaya Tha

Mulzim - 3 Baato''n Ki
Waja Se
1. Us ki Kamar Meri
Taraf Thi
2. Us k Haath Me Belan
Nhi Tha
3. Aur Sab Se Bari
Waja, Mere Bhaagne k
Liye Darwaza Khula
Tha ... ;->
Tum Aa Gaye Ho . . .








Noor Aa Gaya Hai. . .










Chalo Teeno Mil k Cricket Khelain . . . ;->

|| Height Of
Self-Confidence ||



Teacher To
Student:
"You Are Late ...?"

Student:
"Late .. !!!
Who Me ... ?
No Way Sir ! I''m Alive..."
Light the Cigar With the Heat Of Liver ..Their is Alot of Fire in Liver ..
Nahi Samjhay?????
Lo Urdu main Parho …
Biri Jalayele Jigar se Piyaa .. Jigar maa bari Aag hai..
Kesy hain?
Halaat
Waqiat
Mashiyat
Urdu
English
Or
Islamiyat
Aap k shehar k wo
Rastay
Galyan
Sarkain
Or
Muhallaat
Azeez Rishtedar
Parosi
Puphiyan
Mamun
Chachy
Chotay
Baray
Jawan
Borhay
Bhai
Dost
Yar
Ghamkhuwar
Rafiq
Raqeeb
Or
Wo
Gharib
Bhokay
Or
Khan
Wo Tbligh walay
skool k Asatza
Masjid k Molvi Sahiban
Or Un k shagird
Shareef
Bdmash
or
Shetan
Sb theek hen na?
Or koi reh tu nhi gaya?
Sab ko mera Salam dijiye ga.



Or han!
Aap kesay ho?
OR sb ghr waly? ;->
Zinda raha to tumhara hi saath nibhaon ga
"doston"

Bhoolun To ye samajna k package khatam hogaya... :-)
Aj pehli bar ap k Mobile
per Nangi Larki nahaye
gi,

.

.

.

.

.

.

.

.

.

.

.

.

.

Aj loadsheding ki wajah
se pani nahi hai. Is liay
Larki nahi nahaye gi.



"GEO MUSHARAF"
2008 Ka Faqeer :
Baji Bhooka Hoon ALLAH K Waste Khana De Do . . .

Baji: Baad Main Aana Abhi Khaana Bana Rahi Hoon . . .

Faqeer: Mera Mobile No. Likh Lo . . .
Jab Khana Ban Jaye Tou Sms Ker Dena ;->