Meri zindgi pr faqat itna Ehsan kr do,
ik baynam se mohabbt mery nam kr do,
ik subha ko milo or sham kr do,
OR sham tak mery ghar ka sara kam kr do..;-)
Aik baat bataoon? wo meri chahat nahee zaroorat ban ghayee hai, wo jab b aati hai meri zindagi k sab chiragh roshan karti hai, laikin kabhi hamarey pyar k "dushman" ussey ley jaatey hein,wo b kya karey ussey jana pardta hai aur mein b kuch nahee kar pata,
Koi jaaye aur pyar k "dushmanoon" sey kahey k uss(Bijli) na ley jaya karein.