itna busy b na raha

itna busy b na raha


Itna busy b na raha karo,

kabhi hame bhi yaad kar liya karo.

Shero-Shayari na aati ho na sahi.

Aaye hue SMS hi forward kar diya karo.
  

May, 05 2010     147 chars (1 sms)     3800 views       Funny

more Funny SMS Messages

=|| cRaZy tHoUghT ||=

Save Water

Take Bath

With


Neighbours Daughter
"B.v Apne Shohar Ki Tareef Kb Krti Hy" 1
Aadmi ne Apne Dost Se Poocha

Dost: Jb Shohar Chorh Jaye

"Kia Mtlb?" Aadmi Ne Poocha

Dost: Mtlb Ye K Bht Kch Chorh Jaye ... ;->
A sardar''s response to the comment, "THINK about it!": "I don''t have
to think-I''m sardar!"
Wife Husband Se Phone Par:

Hamaray Bachay Ko Current Laga Hua Hai,

Aap Jaldi Aa Jain.??

Husband: JAN Tension Mat Jo

Jitni Dair Main Ghar Aaon Ga

Light Ja Chuki Ho Gi
''Hum ne ki dosti aapse Bohat sochne k bad,

Kuch b na dekha aapko dekhne k Bad,

Duniya chor deinge
apko chorne k bad,

ALLAH maaf kare itna Jhot bolne k bad.''
Tumhare Liye Main Kutoo Ki Jan lesakta hu
Gutka le sakta hu pan le sakta hun..

Kaaway pakr k de sakta hu tumhare hath main
Suraj per jasakta hun magar kya ha k rat main..

tumhare liye main so saal g sakta hun
tumhare liye main teen glass lassii k pi sakta hu..

tumhare abba agr plain dila dein to tare tor k la sakta hu
shair agr nakli ho to ankhe phor k asakta hu..

itna bhadur hu k chupke se muhabbat ka dum bharta hu
tum se milne roz aoo magr tumhare abba se darta hu..
DoNo EyEs pE,

DoNo CheEkS pE,


D0 bAr LipS pE,

Ek bAr nECk pE,

D0 bAr nECk sE zArA NeEChE,


SoNe sE pEhLe,



MoSpaiL zAr00r LagANA... ;->
Santa to his mother-Maa Khush khabri hai
Ma-Bol beta
Santa-Hum 2 se 3 ho gaye hai
Ma-Beta hua ya Beti
Santa-na Beta na Beti, Teri Bahu ne Doosri Shadi kar li hai!
Breaking News!

Nipa Chowrangi Per 3 Taxi
Or 2 Bus Ko Na Maloom Afraad Ne Roka
Or Us Main Sawaar Hokar



Apne Apne Ghar Chale Gaye.:-D
kash dil ke ye hasrat poori ho gaye
ap miss cal do aur wo recive ho gaye
sub kuch bhula ker hum kerte rahe batain
hosh tab aye jab balance khatam ho gaye
Ek Meraasi Na Choudhry Sahab Ki Beti ka Rishta Manga.
...
Choudhry Ne Meraasi Ko Khoob Jooton Ghoonso se Mara
...
Maar Kha K Meraasi Utha Kapre Jhar K Bola
''''Fir Choudry Sahab Main Inkaar Samjhan?'''' ;->
Hello G

G, G


Acha G

Han G


Acha



Acha



Really


Na Oye


Phir


Sachi


Phir


Haan


Kaise


Acha


G


Haan


Kia?





Oh Nahi G
Sorry Wrong Number!