yun raton ko na jago
so liya karo.....
yun dil main aansu na roko
ro liya karo...
baal to bohat achay bana letay ho
kabhi moon bhi dho liya karo..... ;->
Teacher: Humien Garibon k Saath Pyar se Paish Aana Chahiye.
Boy: Acha Ab Samajh me Aaya.
Teacher: Kya?
Boy: Yehi k Papa Aksar Maasi ko Galay Kyun Lagatay hain.
PRINCIPAL: Agar koi ladka girls hostel mein
gaya toh first time 100 Rs fine,
2nd time 200 Rs. Fine and 3rd time 500.MUNNA BHAI: Monthly paas ka kya lega M