Kabhi yaad aye to fone ker lena,
Paisy kam hon to SMS ker lena,
Agar Yah bi na ker saky to mobile dahi main daal ker
VIBRATION on kerna,
or lassi bana ke pi lena
“SUB KO SEND KREN PLZ” @ Gujrat k sath 1 elaaqa jiska name “Lala Mussa” hy. Wahan 1 insaan Paida huwa hai jo andy deta hai.. (Astaghfirullah) . . . . . . . . . Wo b 100 Rupy Darjan… =D
kismat kismat ki baat hai
aaj din to kal kali raat hai
kabhi dhoop to kabhi barsat hai
yeh message ka silsila yunhi chalta rahega jab tak free sms ka saath hai!