Chinese scientists ne tehkikat k baad
yeh inkeshaf kya hai ,
k surmaee chupkali ko agar ubal ker dhoop main sukha ker ,
papar jesa karunchi hone k baad khaya jae to us se ...
Ab aap aram se DEFENCE me 1 bangla khred skte hain
Apne lye 1 MRCEDES CAR
or
DUBAI me shoping b kr sktay hain
Kiu k
PETROL me
64 paise jo km ho gaye hain... ;->
Eik Dehaati Shehar Gya,
Uss K Peechay Ik Kutta Dor Para
Dehati Nay Pathar Uthna Chaha Magar Pathar Zamin K Sath Jura Huwa Tha,
Dehati Ne Kaha,
Yeh Ajeeb Jagah Hai Yahan Kutton Ko Khula Chor Daitay Hain Or Pathar Ko Baandh Daitay Hain,