NWFP
K ZILA
HARIPUR KI
TEHSIL TERBELA
KI COLONY SOBERCITY
K REHAISHI UNCLE SAEED
K GHAR K BATHROOM MAIN LAGI
TOTI K NEECHEY RAKHEY LOTEY KI QASAM
"I MISS U"
Ay dost
Meray ikhtiyaar mein hota agar
Tu mein chand ka noor sara saba ki sari thandak
Phulon Ki khusho sari titliyon k saray rung
“TERAY NAM KAR DETA”
apni mohabat ki sari
pakieezgi apni duaaon k saray
rukh apni khushyon k
saray lamhay apni kismat
k saray sukh
TERAY DIL MEIN BHAR DETA
Missing someone gets easier every day because even though it''s one day further from the last time you saw each other, it''s one day closer to the next time you will.
Dil se dil tak,
Jaan se jaan tak,
Din se raat tak,
Kal se aaj tak,
Aap se mujh tak,
January se december tak,
Meray SmS publish hone se Tumharay SmS parhnay tak,
I MISS U.