aanson ko bohat smjhaya tanhai mein aya karo
mehfil mein hamara mazak na baynaya karo
espar anso tarap kar bolay
itnay logo mein ap ko tanha patay hain
isliye chale atay hain
Someone remembers
someone cares..
ur name is whispered in somebody''s prayers.
Keep the bright hope of sunshine in view,
someone is warmly thinking of You.
Kiun apki khamoshi hume khamosh kar jati hai.
kiun apki udasi hume udas kar jati hai..
kia rishta hai ap ka or humara !
Jo apki yad har pal aati hai...
Wo muskura rahe hai hume tanha chod kar"
Kiye huye saare waado ko tod kar"
Unke siva kahi dil lagta bhi nahi_
Ab kya karenge hum apne toote huye dil ko jod kar"