ROSHNI" kab kam hui

ROSHNI" kab kam hui
ROSHNI" kab kam hui pata na chala. "KHUSHI"kab gum hui pata na chala. Tumhari "YAAD" me khoye kuch is tarah. "AANKH" kab nam hui pata na chala...
  

Jun, 11 2010     146 chars (1 sms)     4086 views       Miss You

more Miss You SMS Messages

The sun rises into the sky with the warmest smile, he wishes you a good morning, hoping that you have the perfect day. Take care & miss you.
Aaj uski yaad nay hamein tarpaya bohat
Aaj na chahte huway bhi woH yaad aya bohat
Us k bad tu jaisay vehshaton say dosti ho gae
Phir kyou aj tanhanion nay daraya bohat
Wo mera tha mera hai mera rahay ga
Hum naY iss khayal se khud ko behlaya bohat
Hum nay jis kisi ko bhi hamdard samjha apna
Wo hamary dukh pay na jaane kyou muskuraya bohat
Utray Jo zindagi Teri Gehraiyon Mein Hum
Mehfil MEin Reh k b Rahy Tanhaiyon Mein Hum

Isy Deewangi NahiTo OR Kya Kahain
Pyar Dhondty Rahy perchaiyon Mein Hum
Zinda hain jis ki ass pa ,,,
Wo he rula gia
Bandhan wafa ka toor ka sary chla gia
Kud he to ki the us nay muhbat ki ibtda
Hatho main hath day k kud ha chura gia
Kr di jis k liay hum nay tabah zindgi
Ulta wo bewafi ki tohmat laga gia
lahra kay do gulab jub be galy lagay
Manzar bra haseen tha lakin rula gia
Jo hukum karta hai woh iltejaa bhi karta hai...

Yeh Aasman bhi jaake kahin pe jhukta hai''

Tu agar bewafa hai to yeh buri khabar bhi sun le..

Mera intezaar koi aur bhi kartaa hai...
Jab mujhe laga ki mai unhe kho raha hu,

aisa laga ke maut ke aagosh mai so raha hu.

na hojaye unki bewfai mashur yaro,

Unki yad mai mai kabr mai ro raha hu.
Mujh say Aksar Woh Aik he Sawal Puchta hai
Tum Mujhay itna Pyar kyun Karte ho

Koi Ja kar bata day Usko
ZINDAGI kis ko Pyari nhe hoti

*I MISS U*
Har aahat ehsas hamara Dilaegi,
har hawa qissa hamara sunaegi,
Hum itni yaade bhar denge aap k Dil me,
na chahte hue bhi aap ko yaad hamari aaegi.
I miss u, do u?
Tanhayian jaane lagi zindagi muskurane lagi,
Naa din ka pata hai naa raat kaa pata.
Aap ki dosti ki khushboo hume mehkaane lagi,
Ek pal to karib aa jao dhadkan bhi awaaz lagane lagi
You may miss me.
You May Ignore Me.
You May Even 4get Me
Bt 1Day If U
Want To C Me, Dont Search Anywhere
Jst Watch Ur Shadow
I Will B Dere..
those we love never go away
they walk beside us everyday...
Unseen...
Unheard...
still near..
still loved..
still Missed..
still very dear..
MISSING U MY "S"
Dil mein aap ki har baat rahegi,
Basti choti hai magar aabaad rahegi.
Chahe hum bhula de saare zamane ko,
Lekin aapki har adaa yaad rahegi