Khuda na kare app ko koi gham mile
app ko khushyain hi khushyain har dum mile
agar kabhi aye app ki zindagi mein koi gham
tou dua hai KHUDA say woh ghum app say pehlay mujh ko mile
Tumhara hamara rishta to aankhon aur palkon jaisa hai, Agar palak kuch der na jhapke to aankh ro deti hai, Aur agar aankh mein kuch chala jaye to palak tadap uthti hai