Dil ki Awaz se nagme badal Jate hai, sath na De to apne Badal Jate hai, palke
bhi jara sambhal ke jhapkna kyoki Palke Jhapkne se Aksar sapne Badal Jate hai.
Unhone Apna Kabhi Banaaya Hi Nahin
Jootha Hi Sahi Pyar Dikhaaya Hi Nahin
Galtiyaan Apni Hum Maan Bhi Jaate
Par Kya Kare Kasoor Hamara Hamein Bataaya Hi Nahin