log kehte hain wo mujse juda rehta hai ban k dharkan jo mere dil me basa rehta hai yun meri zat me shamil hai uski hasti jistarha sary zamany me khuda rehta hai
Ishq Ne Insan Ko Kya Se Kya Bana Diya ,
Kisiko Kavi To Kisiko Kangal Bana Diya,
Do Fulo Ka Boj Na Uthane Vaali Mumtaj
Ki Yaad Main Shahjaha Ne Taaj Mahel Bana Diya