Zamane bhar ki baton mei hame bhula na dena
jab kabhi yaad aaye to zara muskura dena
zinda rahe to milenge dost
nahi to har diwali mere naam ka diya jala dena
Sath dil k chaly dil ko Nahin Roka ham ny Jo na apna ta usy toot k chaha ham ny aik dhoky main Kati umar hamari sari Kia bataon k kis ko paya kis ko koya ham ne