aa jaye kisi din tu aisa bhe nahin lagta lekan woh tera wada jhoota bhe nahin lagta milta hy sakoon dil ko us yaar k koochay main har roz magar jana acha bhe nahin lagta dekha hy tujhy jab se bechain bhut hy dil kahny ko koi tujh se rishta bhe nhi lagta
Raaz-e-dil na sunana kisi ko FARAZ Dunya mai sub Hamraaz badal jate hain Kisi k Bicharnay se Koi mar to nahi jata Haan magar Jeeney k Andaaz badal jate hain
Love alone is capable of uniting living beings in such a way as to complete and fulfill them, for it alone takes them and joins them by what is deepest in themselves.