taniya good news for you

taniya good news for you
Doctor: Mrs. Taniya good news for you!

Girl: What do you mean Mrs. Taniya? Iam Miss Taniya!

Doctor: Oh !! Sorry Miss Taniya...Bad news for you!
  

May, 12 2010     150 chars (1 sms)     2560 views       Funny

more Funny SMS Messages



Larki ko Propose Karnay ka Sharifana Tareeqa:

.
.
.
.

Main Tumhare sath HAJJ Karna Chahta Hoon. :-)
Mehfil saji thi
msgs ka tha daur,

SmS mai kya tha
ye kisi ne na kiya Gor,

SmS mai paisey lagey thay mere Halal k,

Or sab kanjoos keh rahy they
1 aur 1 aur.
Garmi aur Load Sheding ka tor

"HIMMAT FAN"

AJ hi ghar laen aur garmi se nijat paen. Sasta mazbut aur paedar.

Asal, , ,



KHUJOOR k paton se tyar karda. ;-)
Uski Nazar Meri Taraf Thi

Meri Nazr Uski Tarf Thi

Vo Mugh Se Kuch Kehna
Chahti Thi

Main Us Se Kuch Puchna
Chahta Tha


Dono Ise Uljan Mein
Bethe Rahe Aur Exam
Over Ho Gaya
Kia Halat ho Gayi Hai Zamaane Ki

Sab Ki Aadat Ho Gayi Hai Paise Bachane Ki

Sms To Company Ne Kab K Saste Ker Diye

Par Fitrat Nahi Badli Tumhaari Chillar Bachane Ki ......... ;->
Aik sahab hamptay kamptay ghar may dakhil huay,
unho nay haath may gold ka aik cup pakra hua tha,

Wife: ye cup kahan say mila?

Husband: mai daur may first aya hun.

Wife: doosre aur teesre number par kon aya?

Husband: doosray number par police afsar aur teesray number par cup ka maalik... =P ;->
Tum Ek aise Don ho Jiske Pass Har Lock Ki chabi hai

Tabhi tu Aapko Don With Key kehte hain

Aur

Pyar se

" DONKEY" kehtye hain
Agar Salim Ne Mughl-e-Aazam Main
Sirf Chaddi Pehni Hoti
Tou Film Ka Naam Kya Hota ?


.


.



.


.


.


.



.


.


.



.


Mogli - Aazam ...
Aap Ne Miss Call Di Aap Ki Nawazish Hay,

Aap Ka sMs Karna B Lagti 1 Saazish Hay,

Kya Really Aap Hum Ko Miss Karte Ho,

Ya Haathon Men Aap K Khaarish Hay........

1 Aadmi bike pe ja raha tha.
Usne rastey me kharey huey Pathan se pucha: Sir, Aapko Lift chahiye kya?

Pathan:
Nahi humara Ghar tou Ground floor pe hy.. ;)
Akbar:Anarkali tjhe kya chahye

"Taj"ya"Takht"?

Anarkali:
Jahanpanah mujhe na Taj chahye aur na hi Takht

mujhe sirf 1 naya Connection chye

Talk shak ka :-)
you are my friend
To kya karoo naachoo.


))
/>


((
>>

O/
<))
<<


((
<>

Bas khush Anything for you.