Marez doctor se:
Me 1 month se roz Rs.50 ki dawa
le rha hu pr koi faida nh hua.
Doctor:Koi bat nh kal se me
tmhy Rs.40 ki dawa duga Rs.10 ka faida hoga ;->
Biryani kana y ki dua!
Niyat karta hoon Main 4 plate biryani ki,
Vastey 15,20 boti"k",
Bama zarda,raita aurbb salad"k"
Muon mara deigh ki taraf,
Bismillah
Mosafir taxi driver se: yar morr aahista kata karo dar lagta hai..
Taxi Driver: Sahab is mein darne ki kiya bat hai ap bhi meri tarhan morr per ankhan band kar liya karain..