Rangon se bhi rangeen

Rangon se bhi rangeen
Rangon se bhi rangeen zindagi hai humari, rangeeli rahe yeh bandagi hai humari, kabhi na bigde ye pyar ki rangoli, aye mere yaar aisi HAPPY HOLI
  

Jun, 16 2010     145 chars (1 sms)     3505 views       Holi

more Holi SMS Messages

Makki ki Roti, Nimbu ka Aachar,
Suraj Ki Kirne, Khushiyo ki Bahar,
Chand Ki Chandi, Apno ka Pyar,
Mubarak Ho Aapko, HOLI ka Tyohar
Rango Ke Tyohar Me Sabhi Rango Ki Ho Bharmar,
Dher Saari Khushiyo Se Bhara Ho Aapka Sansar,
Yahi Dua hai Bhagwan Se Hamari Har bar,

Holi Mubarak!
Holi aayi satrangi rango ki bouchar laayi,
Dher saari mithai aur mitha mitha pyar laayi,

Aap ki zindagi ho mithe pyar aur khusiyon se bhari,
Jisme samaaye saaton rang yahi shubhkamna hai hamaari.
Aapne dil ka haal batana chod diya,
humne bhi gehrai mein jaana chod diya.

Areyy yeh kia ?
Holi se pehle hi aapne nahana chod diya!!

Rango mein ghuli ladki kya laal gulabi hai
Jo dekhta hai kehta hai kya maal gulabi hai

Pichle baras tune jo bhigoya tha holi mein
Ab tak nishani ka woh rumaal gulabi hai.
Jeewan k har rang dosto se hai Koi Laal,
Koi Neela Koi Hara,Koi Peela
Par jab bhi aapko dekhte hai dil bus yehi puchta hai.
YEH NAYA rang konsa hai. Happy Holi
Height of Cleanliness

Carrying a handkerchief during holi and
cleaning ur hand each tym u say ''Holi
Mubark''..after lagaing gulal on their
gaal..!
, , , , ,

, ,
, , räin

, , U, ,

/

barish karvayi hai apke liye

Naha lena

Holi ka intezar mat karna.... Abhi 4 din hain..
Gul ne gulshan se gulfam bheja hai, Sitaro ne aasman se salaam bheja hai, Mubaraq ho aapko holi ka tyohar, Humne dil se yeh paigam bheja hai
May God gift you all the colors of life,
colors of joy, colors of happiness,
colors of friendship, colors of love
and all other colors you want to paint in your life.
Happy Holi.
Sher kabhi chupkar shikar nahi karte
bujdil kabhi khulkar var nahi karte
aur ham wo h jo HAPPY HOLI kahne k liye holi ka intar nahi karte
Bhar bhar ke jaam pilaao,
chang aur mridang bajao,
gile shikve bhul jaao,
man galiyaara chaheke,
aisi satrangi chadar faihrao,
aao sab milkar holi manao!