us ne kaha or dabao ,,,,,main dabaya ,,,
us ne kaha or dabao ,, main ne or dabaya ,,,
us ne kaha baniyan nikal do phir dabao
main ne phir dabaya ,,,
us ne kaha paint bhi nikal do phir dabao ,,,,
main ne phir dabaya dekha ho gya na suit case band :d
Life is pretty much unpredictable. I may not live long enough but I won''t miss out letting you know that life is worth living with someone like you around.
Ajj Halki Halki Barish hai Ajj Sard Hawa ka Raqs bhi hai.. Ajj Phol bhi Nikhry hain Ajj un main tera Aks bhi hai Ajj Badal Kally Gahry hain Ajj chand pe lakhon pahry hain Khush tukre tare yadoon k Bari dair say dil main thary hain Ajj Yadain uljhi uljhi hain Ajj taar yeh dil k sulge hain Ajj yaad bohat tum aye ho...