: Nothing ka kiya matlb hai

: Nothing ka kiya matlb hai
Pathan : Nothing ka kiya matlb hai?

Frnd : kuch nahi

Pathan : o yaraa aesa nai hota
yar jb b koi word banta hai
toh us ka koi matlb b hota hai :-)}
  

May, 13 2010     156 chars (1 sms)     2883 views       Funny

more Funny SMS Messages

''What is the difference between a woman and a magnet? Magnets have a positive side!''
JACKIE CHEN ki Saas Ka Naam Kya Hai?
-
-
-
-
-
-
-
“VICKS” Kyunki
-
-
-
-
-
-
VICKS Yaani Chen Ki Saas.
Hum ne tum ko captain banaya team ka, samajhdar samajh ker
"SHAHID...!"

tum to ball he khaa gaye naswaar samajh ker...!!
This is 4 Boom Boom Afridi... ;->


Aaj Ka ThoughT ;->

If u want to gain knowledge,
add something everyday 2 ur mind.
But if u want to gain wisdom,
remove something everyday from ur mind.
Hum chaat par chade patang udane ke bahane,
Wo bhi chaat par aayi kapde sukhane ke bahane,
Uske mummy ne jo dekha ye hasi najara,
Jhadu le aayi wo bandhar bhagane ke bahane..
"Job in Trafic Police"
The candidate must have the following qualities.

1-Behviour: battameez
2-Weight:Minimum 105 kg(125 gharri par aik hee purra aaye)
3-honesty: chalan kam kattey (oooper sey paisay ley ley)
4-looks: koi b ho(konsa behaviour pe farq pardna hai)

Yaar sunehri mauqa hai haat sey mat ghawana tum mein to iss sey b ziada khobiyan hein.


Janab Zardari Sb Apni Kitab "Gharibon Ka Khaatma" (Jild 2,Pg # 74)
Main Likhtey hain..

"Meray Hum-Watno Mehangaie Se Na Daro Hawa Khaoe,
Ghussa Piyo Aur Mazey Se Geo:-)
Kal agar me mar bhi jaon ae dost!! Gham na karna Aansu bhi na bahana Bus seedhay oper chale aana.Party karenge
''1 Larka Doosre Larke Se:

Yaar Tumne Kabhi Koi Larki Phansai hai?



Doosra: Yaar Larki To Maine Phansa li thi.

Par Tum Logon ne ye Mohalla hi Chor Diya''
''Shayar hun main aawara math samajhna,
logon ko hasaane wala hun joker math samajhna,
pati hun apni biwi ka kisi aur ka math samajhna,
agar yeh dekh kar aap hasey to mujhey shabashi de dena,
nahi hasey to ek aam shayar hun ghalib math samajh lena''
Batao France K Log Chai Main

Chammach Dal Kar Anti-Clockwise

Q Ghumate Hyn??



Dere''s A Logic



No Answer??



I Tell U











Cheeni Milane Krne K Liye.. ;->
Agar Vifaaqi Vazeer barraye Railway Train par Safar karey to kya ho gha?


Ho hee nahee sakta k woh train par safar karrey aarrey yaar dhakkey khanney k liye b koi saaf jagah honee chahiye.