TUM AAO TO HUM BHI EID KARAIN,
HASRAT HAI TUMHARI DEED KARAIN,
TUM AAO TO HUM BHI EID KARAIN,
KEHTAY HAIN EID KI AMAD HAI,
TOU LOG BHI KUCH TAEID KARAIN,
TUM AAO TO HUM BHI EID KARAIN.
TUM AAO TO HUM BHI EID KARAIN
HASRAT HAI TUMHARI DEED KARAIN
TUM AAO TO HUM BHI EID KARAIN
KEHTAY HAIN EID KI AMAD HAI
TOU LOG BHI KUCH TAEID KARAIN
TUM AAO TO HUM BHI EID KARAIN
EID TO NAAM HAI DIL KI KHUSHI KI REET KA
JAB DIL MAIN KHUSHI NA HO PHIR KIA MAZA EID KA
ANKHON KO AGAR AB KAY BARAS HOJAYE TUMHARI DEED
PHIR DIL KO MAZA AYE GA AB KAY BARAS KI EID KA
Jaanwar Kitne Saal K Ho to Us Ki Qurbani Jaiz Ho Gi?
>Ount (camel) 5 Saal K,
>Gaaye (cow) 2 Saal Ki,
>Bakra ya Bakri 1 Saal Ki
>Dunba ya Bhair K 6 Mahinea K Bacha Agar itna Bara Ho K Door Se Dikhne ME 1 Saal K Lage To Us Ki Qurbani Jaiz He.