Sada haste raho jaise haste hain phool,
Duniya ki sare gham tumeh jaye bhool,
Charo taraf phalao khushion ka geet,
Eisi ummid ka sath Yaar tumhe...MUBARIK ho EID.
Aaj Khuda ki hum par ho Meharbani,
Karde maaf hum logo ki sare Naformani,
Eid Ka din aj aao milke kare yahi wada,
Khuda ka hi raaho mein hum chalange sada.
Sabko EID MUBARAK
husband apne wife say is daffa bete ki khatna doctor say karwayien ge wife nahi nai say karwainegay
beta jiss bhi karwoa khal tou "MQM" MEIN HI JAYE GI NA"
HAPPY EID UL AZAH
Kash hum ek SMS hoty bas aik click mey aap ky paas hoty mana k aap hamy delete kar letay laikin kuch dair k liye tou hum aap ky paas hoty or bari khushi say kehtay EID MUBARAK>>>>>>>>