Mubarak naam hai

Mubarak naam hai
Mubarak naam hai tera, mubarak Eid ho tujko, jise tu dekhna chahe
usi ki deed ho tujko EiD MuBaRaK.
  

Jun, 18 2010     101 chars (1 sms)     3323 views       Eid Mubarak

more Eid Mubarak SMS Messages

The bunch of
*FLOWERS*
is being specially
delivered to you
&
Your family.
Just to say….

“EID MUBARAK”
Kash hum ek SMS hoty bas aik click mey aap ky paas hoty mana k
aap hamy delete kar letay laikin kuch dair k liye tou hum aap ky
paas hoty or bari khushi say kehtay EID MUBARAK
Deep Jalte jagmagate rahe,
Hum aapko Aap hame yaad aate rahe,
Jab tak zindagi hai, dua hai hamari
"Aap Chand ki tarah Zagmagate rahe." Happy EID..
Woh Janwaron Ki Khushbu,
Woh Gobar Ki Badbu,

Woh Sardi Main Mandi Jana,
Aur Janwaron K Sath Latak Kar Wapas Aana,

Woh Pinduon K Nakhray,
Aur Hamara Satana,

DIL Pasand K Bachhray,
Lasani Ki Bachhriyan,

Mubarak Ho Aapko EID Ki Khushiyan,
In Advance. :-)
TUHFA DUAON KA TUMHAIN PUHANCHAY MERA,
SADA RAHAY TUMHARE GIRD KHUSHIYUN KA GHERA,
MISARRATAIN EID KI TUMHAIN MUBARAK HON,
TUMHARI ZEEST MAIN NA AYE KABHI GHUMON KA PHAIRA.
My Name is Message
Mujhe sMs Bhi Kaha Jata Hai,
Meri Speed 300 Km Per Second Hai,
Aur Main
“..Khalil..”
Ke Mobile Mein Postman Ki Job Karta Hun.
Boss..
Ny Aapko “Salam or 2nd Day Of Eid Mubarik” Kaha Hai.
GOD Bless U,
Ab Main Chalta Hun Mujy or Logon Ko Bhi Eid k Msgs Dainy Hain.:-D:-D
2nd Day of Eid ul Azha..
Eid is a nice and wonderful day to

Pray
Care
Love
Smile
Celebrate

With one another and to Thank Allah for giving us this wonderful Day

EID GREETINGS
Missing you a lot on this Eid.
Wishing you were here to celebrate this holy occasion with me.
Happy Eid Mubarik
Aaj Khuda ki hum par ho Meharbani,
Karde maaf hum logo ki sare Naformani,
Eid Ka din aj aao milke kare yahi wada,
Khuda ka hi raaho mein hum chalange sada.
Sabko EID MUBARAK
EID MUBARAK ho Aapko,
Dher sari tarif aur khusiya mile aapko,
But, Jab EIDI mile aapko to Please....
Aap Yaad karna Sirf Humko!!!
Shahi Mewa
Pepsi Cola
Ding Dong Bubble
5 Star Molty Foam
National Tomato Ketchup
Shan Chat Masala
Matro Agarbatti
Millat Fan
Rooh Afza
Lado Sabun
Dawlance
Nokia
Nazpan Masala
Metro Bus
Geo Tv Netwark
Gold Leaf
Bio Amala
PIA
Dawn Bread
English Tooth Paste
Tibbat Cream
Bonanza
Ariel
Ponstan Tablets
Rose Patel
Lukmani Manjan
Picaso Pen
Haleeb Milk
Bata Shoes


Banane waloon..
AuR Meri Taraf sAy Aap Ko . . .

/-/ EiD MUBARAK /-/
Agar ALLAH nay Eid-ul-Azha k Moky par apni Sab sy
Piyari Cheez ki Qurbani krne ka Hukam Diya Hota

Tu 1 Din Baad ap Meri Chhuri k Neechy Hotay:-)