Pathan namaz parhnay gya 0r 2 bar wazoo kia..
kisi ny pocha khan sahab aap ny 2 bar wozu kyo kia hai?
pathan ny jawab diya:agr 1 toot gya to dosra kam ayega ;->
Machar ne jo katha to dil mein junoon tha,
Khujli itni huyi,
Dil bay sukun tha!
Pakda to chod diya ye soch kar..
Ki sale ke rago mein apna hi khun tha.