many many happy retu

many many happy retu
Many many happy returns of the day and May u Live lOng as
Long as more Than Devil.
  

May, 03 2010     84 chars (1 sms)     2292 views       Funny

more Funny SMS Messages

Heer ranjhey sey: "Ranjhna hamarey pyar k dushman boht takatwar hein,wo hamein zinda naheen chordein ghey, aur meri to Ummeed b tootti ja rahee hai aur tum b kuch nahee kar rahe ho"
Ranjha: Heer fikar na kar mein apney saarey dushmanoon ko maar doon gha"
Heer ghussey mein, "Yuunhi baaith kar"
Haan heerey mein dua karoon gha aur tumhein pata hai k dua mein bardi takat hoti hai.
Meri aankhon ko sapne phir dikha gaya koi,

Bujhti sansoon main mehak phir jaga gaya koi,

Kya ye such much pyar hai,

Ya Phir se "TOPI" pehna gaya koi.
Aam ZindAgi-
YaAr PlZ Kuch SmS to Bhej DiyA KAro.

MentOs ZindAgi-
Oye Bhutnike,BhikAri,KAmine,HArAmkhor BalaNce GaYA Tel Lene,Sms bhej.
Hitler says,
“There is no word like IMPOSSIBLE in my dictionary”
Sardar says:Ab bolne se kiya fayidah?
“Jub kharidi thi tab hi check karna tha na”:D
JAHAN KI GHURBAT MAI SUKON NAHI AAEGA
GHUM-E-TAUHEEN SE QUBOOL NAHI AAEGA
MAQLOOL KI FITRAT HAI E KAFIR
DIMAG KI DAHI HO JAEGI PR YEH SHER SAMAJH NAHI AAEGA...
" Aisi Konsi Jagha hai Jaha Mard or Auraat dono k baal "CRUELY" Hotye hain "


Kiya ??

Socho ??

Ek chance or lo ?

You dirty mind ...


ans: AFRICA
Agar kissi k dil mein dekhna ho to uski ankhon mein dekho, kyun k ankhein jhoot naheen bolteen.

iss aitbaar sey tum boht kharab bandey ho tumhari ankhein aik jaqah par naheen tiktee
Q: Ghairat kia hai..?









A: Ghairat wo cheez hai
jo agar ap ko aa jaye to
mera inbox kabhi
bhi khali na rahey... =P ;->
Girls college ki building ko aag lag gayi.
College ki sub larkian door khari huns rahi thi kay chalo ab college to nahi aana paray ga
Lekin eik khubsorat larki
Ro rehi thi
Eik sir ny pocha
''''Beta! Tum kyun ro rehi ho?
Larki nay rotay howay jawab diya
Sir meri book mein "HumAyuN" ki picture thi ..
Top 3 Universities Rule :

1: Be Quite In The Class Coz Others Are Sleeping
2: Don''t Forget To Carry Books It Works As Pillow
3-Keep The Campus Clean , So Be Absent
BHIKARI:Saab Rs.6 dedo coffee pina he

MAN:kyu 1coffe to Rs.3 ki he

B:Saab sath me girl frnd b he

M:bhikari hokar b GF banali

B:Nai saab GF ne bhikari banadiya


Wife:
Jaanu kash aap SMS hotay,
Main aap ko save karti,

Husband:
Jaan-e-man, kaash tum ring tone hoti,
Main her haftay tumhe change karta ;-)