Ghuroor tha

Ghuroor tha
Ye RAZ kon jane kiska kasoor tha

Tota wohi sahara jis pe Ghuroor tha

Usey ha Ghuroor k wo ksi or ka hy

FARAZ

Hmein hy NAZ k wo kbi hmara zaror tha
  

Sep, 29 2011     150 chars (1 sms)     2792 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

main KHUDA ki nazron may kesay na gunahgar hota Faraz
k ab to sajdon main bhi wo yaad aany laga...


Mera us sheher-e-adaawat mein Basera hai Faraz..
.
Jahaan Log sajdon mein bhi Lagon ka Bura chahtay hain.
kitnay faraybi hain is dor k jugnu, FARAZ,
Roshni dikha kr andheron ki tarf bulaty hian?
tu apni muhabat ka dawa na kia kar "faraz"

zinda tu wo bhi rahta hai jo muhabat nahi kerta.
"BIK"raha tha waqat k bazar main meri gherat ka lahu
"faraz"
"MURR"k jo dekha to apna he pyar kharidar nikla
Faraz Ne Mujh Se Kaha,
Yaar Main Ro Raha Hon.

.
.
.
.

Maine Kaha..

Bhaar Main Ja Kaminay.

Main So Raha Hon. :-)
yah mut sooch teri ruswai ne aaj rula daya faraz.

ek shakhs ne puch tha bus meri muhabat k bare main.
Jo mil gaya uska shukar ada kiya karo"Faraz"
.
.
.
.
Zaruri nahi hai k har baar chai k sath samosey hon.
Hum to bejaan cheezon se bhi wafa krte han Faraz,

Uss mein to phir bhi meri jaan basi hai...
na dekh asman ko itni hasrat sey faraz.

wo sitara toot gaya jis ki tujhe talash thi...
Gham-e-Muhabbat main bohat Jaam piye hongy tum ne bhi Faraz....






Par DEW na piya, To Kya Jiya... :-)
Sirf ye keh kar usne mujhe team se nikal diya Faraz . . .





In Pin Safety Pin In Pin Out
Khelna Hy To Khelo WaRNa
Get Out!:-P