Acha dost “Hath” aur “ankh” ki tarhan hota hai. Jab “haath” ko taqleef hoti hai to “ankh” roti hai, Aur jab “ankh” roti hai to “hath” ansoo ponchta hai.
Milte hai acche Dost sirf khushnasibo ko, Isliye hamari Kismat se jalna chod do, Tamanna ho agar hamare dost se milne ki, To jakar AAINA dekh lijiye…
Har aahat ehsaas hamara dilaayegi., Har hawa khushbu hamari laayegi.; Hum dosti aisi nibhaayengey yaara! Ki hum na honge aur humhari yaad tumhe sataayegi..! !!
Kabhi kabhi in ankhon me nami si hoti hai. Kabhi kabhi in hoton pe hasi si hoti hai. E dost wo tum hi ho, Jis se meri jindagi zinda dil hoti hai.
Ache dost “haath” aur “ankh” ki tarha hote hain,
Jab “hath” ko takleef hoti hai to “Ankh” roti hai,
Aur jub “ANKH” roti hai to “Hath” ansu pochtay hain.
Jo chiz mang kar mile wo mannat hai,
Chaha kar mile wo chahat hai,
Pass ho to amanat hai,
Dil se mile wo rahemat hai,
Par tumare jaisa dost mile wo kismat hai.
Bhool jayen hum tujhe ye justuju karte rahe,,,,,,
Aur dil hi dil main teri aarzu karte rahe,,,,,,
Zindagi bhar aap ki khatir ye aankhe nam raheen,,,,,,
Zindagi bhar aansuon se hum wazoo karte rahe.......
Attention Friend''s !
To save U from losing your Friendship, I advise U to send maximum amount of SMS''s to my number which which will bring u closser to me !
Kabhi ansu kabhi khushi bechi,
hum garibon ne bebasi bechi,
chand sanse hain kharidne ke liye,
roz marti hui zindgi bechi.
Stane lage mujhe jb mere hi saye,
preshan hoke maine roshni bechi.
Ek hum the jo khud hi bik gaye,
vrna logon ne dosti bechi