har kisi ko meri tarhan rehm dil mat samjhna faraz;

har kisi ko meri tarhan rehm dil mat samjhna faraz;
har kisi ko meri tarhan rehm dil mat samjhna faraz;

kuch log sinny me pathar bi rakhte han,
  

Sep, 30 2011     92 chars (1 sms)     2436 views       Faraz

more Faraz SMS Messages



Yeh hum nahin kehtay ghar wale kehtay hain,
FARAZ
k nend main bhi hum aapka naam lia kertay hain
Hum to aaghaz-e-muhabbat me lut gaye hay faraz

log kehte hay k anjam bura hota hai
aik pal mein khareed letey hain jo dil ki basti ko...

faraz

wo log dekhne mein aaksar gareeb hotey hain...
Mujhy ye arzu k uthaen wo khud niqab , FARAZ

Unhen ye tmna k tkaza kry koe.
teray darshan ko aa jatay hain teri galion main "faraz"

warna sara shehar baqi hai faqat awargi k liye
in phoolon ka muqadar kabhi aik sa nahi hota "faraz"

kabhi sehray ki sajwat bante hain to kabhi qabaron ki ronak...
bicharrnay walay ye kyon nahi samajhtay faraz.

k yaadon say mohabbat ka guzaara nahi hota...
waqt-e-rukhsat usney murr kar istarah dekha"faraz"

main dil pe haath na rakhta to dil nikal jata...
jaan keh kr pukaara to larz gai mere dil ki zameen ~Faraz~
Peechy mur kr jo dekha to wo mukhatib kisi oar se tha



Takhleeq Aasamaan Pe Wo MEre Liye Hua Hai
FARAZ
Mana K Iss Zameen Pe Wo MEra Nahi HAi WO



Haseen Yadoon K Kuch MauSaM Ussey Arsaal Krney Hein FARAZ!

SuNa Hai Shub Ko Tanhai Ussey Soney Nahi Deti.~!



Ye Din Bhi Qayamat Ki Tarah Guzra Hai "Faraz"

Janey Kya Baat Thi Har Baat Pe Rona Aaya...!