jnbi c raho ka...ajnbi musafir ak mujh se pooch betha hy rasta bta do gy? ajnbi c raho k ajnbi musafir....sun,,, wasta koi b ho nata koi b ho.... mnzlen nahe milti,mnzlen jo mil jaen justuju ne rehti or.... zindgi ko jeney ki arzoo ne rehti
Pyar kiya to unki mohabat nazar ayi,
dard hua hume to palke unki bhar ayi.
Do dilo ki dhadkan me ek bat nazar ayi,
dil to unka dhadka par awaz is dil se ayi.
Gham me hasne walo ko kabhi rulaya nahi jata,
lehro se pani ko hataya nahi jata,
hone wale ho jate hain khudhi dil se apne,
kisi ko kehkar apna banaya nahi jata