November ki ik sard sham main. Tum nay hamaray hath tham kar hamari ankhoon main jhankhtay hoy kha tha. k jab purwa ki thandi hawain chalain gi. kali ghatain laharah kar ain gi. Sawan TOOT kar barsay ga*TU*Asay main achanak Chupakay SAY MAIN Ajao GA. *JANA* SADIOON SAY HAMAIN US SAWAN KA INTZAR HAY*
Zamane bhar ki baton mei hame bhula na dena
jab kabhi yaad aaye to zara muskura dena
zinda rahe to milenge dost
nahi to har diwali mere naam ka diya jala dena