dhadkano ko

dhadkano ko
Dhadkano ko sunkar bhi tumhe pyaar ki khabar nahi
hoti...

Kya mahsoos karoge tum dil ka dard,

dil tutne ki to awaz bhi nahi hoti...
  

Jan, 20 2012     136 chars (1 sms)     2902 views       Broken Heart

more Broken Heart SMS Messages

Ab samajh laitay hain meethy lafz ki karhawat

Hogaya hai zindagi ka tajurba thora bohot
Aik Bewafa K Zakhmun Pa Marham Lagane Hum Gae Marham Ki Qasam Marham Na Mila Marham Ki Jaga Mar Hum Gae
Q har baar tujhse mohabat jataon mein,

Behtar hai ab k tujhe bhool jaon mein,

Waakif tere salook se sara jahan hai,

Phir Q zindagi ko aur tamasha banaon mein,

Nafrat k ek baar wo izhaar to kare,

Unko tamam umar jo soorat dikhaon mein,

Hasrat bhari nigah ka koi sabab to hai,

Tu haal-e-dil to puch kahin marr na jaon mein,

Mere gham ka ilaaj jab tu bhi na kar saka,

Phir Q na is jahaan se pecha churaon mein.
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
Some battles have to be fought alone,

Some paths have to be crossed alone,

So never be emotionally attached with anyone.

You never know when you have to walk alone e to be fought alone,

Some paths have to be crossed alone,

So never be emotionally attached with anyone.

You never know when you have to walk alone
Kal raat menien apney sarey gham asmaan ko suna diye "DOST"
Aaj me khamosh hoon aur roo raha hai asmaan...!
Leke hum dusro ki hansi kya kare,
Jo apni nahi wo khushi kya kare,
Tanha jine se behatar hai mar jaye hum,
Jab saath tum nahi to zindagi jikar kya kare.
A Painful Phrase
Written By A Boy
Who Lost His Parents
In Tsunami ...

"Sea I Will Never
Forgive You Even If
Your Waves Touch
My Feet Million
Times..."
Written By A Boy
Who Lost His Parents
In Tsunami ...

"Sea I Will Never
Forgive You Even If
Your Waves Touch
My Feet Million
Times..."
Written By A Boy
Who Lost His Parents
In Tsunami ...

"Sea I Will Never
Forgive You Even If
Your Waves Touch
My Feet Million
Times..."
Khumaar-alooda nazroon ki har ek junbish hai afsaana..

Elaahi..! Hum unhain daikhen?? ke unka daikhna daikhen.. !
Manzil jab ek hai to alag kyun hon rastay,

Mein sath lay k chalungs raqeeb ko apnay
Log poochtey hen kyon surkh hen tumhari Aankhen,
Hans k keh deti hon raat so na saki,
Lakh chahon bhi magar yeh keh na sakon,
Raat ronay ki hasrat thi magar ro na saki.
Palken neend se bojhal zarur hein lekin...
.
.
So gaye hum to usey yaad kon karega.