Basti mein hai wo sannata k jangal maat lagy.. Shaam dhaly bhi ghar pohanchon to aadhi raat lagy.. Khat mein dil ki batein likhna achi baat nahi, Ghar mein itnay log hein jaany kis k haath lagy… Un sy bichray dil ko ujray barson beet gaye, Aankhon ka ye hal abhi tak kal ki baat lagy… Mutthi band kiye baitha hon k koi daikh naa ly, K chaand pakarny ghar sy nikla “jugnoo” haath lagy
Unhone Apna Kabhi Banaaya Hi Nahin
Jootha Hi Sahi Pyar Dikhaaya Hi Nahin
Galtiyaan Apni Hum Maan Bhi Jaate
Par Kya Kare Kasoor Hamara Hamein Bataaya Hi Nahin
Mudat k Baad Dekha usay Bdla Hoa Tha Wo Najane Kiya Hadsa Hua Sehma Hua Tha Wo Mujhy Dekh Kar Usne Chehra To Chupa Liya Magar Ankhein Bata Rahi Thi k Roya Howa Tha Wo Uski Ankhon Mein Dekh Kar Mehsos Hua Mujhe Meri Tarha Kisis Soach Mein Doba Hua Tha Wo
"The best thing about loving and being hurt is that you get to know what true love really is. For as gold is tested in fire, and so will love be perfected in pain."
Raaz-e-dil na sunana kisi ko FARAZ Dunya mai sub Hamraaz badal jate hain Kisi k Bicharnay se Koi mar to nahi jata Haan magar Jeeney k Andaaz badal jate hain