Aaj ki khas khas khabroon main khusamdeed.Aj ki taza khaber:Good morning and have a nice day.Aur ab tafseel:Aaj bhi sms ki baarish jaari rahe gi,call anay ka b imkan hai aur mis cals k badal b any ki tawaqa hai.Aaj poray din bar bar vibration k jhatkay lagtay rahain gay.Shukria.
Sardar: Pata he hmary gaoon me itni sardi parti he k bhensain jama hua dodh deti hen
Pathan: hmary gaon me is se b ziada sardi parti he.
Ek dafa me rat ko so raha tha k meri ankh khuli me ne apni charpai k nechy dekha wahan ek ajeeb c chez thi me ne usy aag py gram kya to awaz ai..