Girl:Dad, wo samne walon ka larka mujhey bohat tang krta hai Dad:Main abhi usey police k hawaley krwata hoon ta k usey sakht saza miley Girl:Oh no Dad, Main usey is se bhi sakht or mustakil saza dena chahti hoon Dad:Kiya matlab Girl:Dad aap meri us se shadi kar dein Dad:Waah beti waah, intqaam leney mein bilkul apni maa pe gayi ho
''Kya bataen tujhe mere dost ab k saal,
Ja rahy thy yaadon ko dil main liye sambhaal,
1 Ajnabi ne achanak jo rok kar kahaa.
Chal oye!!! Mobile nikaal...''