JAhaan Phoolon ko khilna thaa
WAhin Khiltay toh acha tha
Tum He Ko Hum ne Chaha Thaa
Tum He Miltay Toh ACha Thaa
Tumhe KAise BAtain hum
ke tumhe kaise bhulayaa hai
tumhe gham ko ashkoon se shab e gham main jalaya hai
hazaroon zakhm aesay thay
agar siltay toh achaa thaa
tumhe ko hum ne chaha thaa
tumhe miltay toh achaa thaa
"wo jaaye to sahi, hum aane kaa waada karte hain..
wo roothe to sahi, hum manaane ka waada karte hain,
dil todna hai mera to beshaq tod de woh...
is dil k bina bhi hum unko chaahane ka waada karte hain........"
mera is se door jane ka irada na tha...
is ke sath mera sada sath rehne ka bhi wada na tha...
woh mujhe ab yaad na karegi kabhi janta tha main ...
per woh mujhe itni jalde bhool jayegi is baat ka andaza na tha mujhe...
Main thak gaya hoon janan
kandhon pe daale kab se
beetey dinon ki yaden
tumhari rah guzar mein
gumsum khari hua hoon
ik aas si hai dil ko
palto ge tum kabhi tou
lekin ay mere janan
tumse meri taraf tak
jitne bhi raaste hain
woh badgumanion ke
kanton se bharr chuke hain
kanton mein meri khatir
koi raasta bana lo
bass ab mujhe "" Mana
lo ...!!