Pota: Dadaji, Aap Ke Saare Daant Hain, Lekin Daadi Ji Ke Ek Bhi Nahi, Aisa Kyun? Dada: Beta Baat Aisi Hai, Main Doodh Bahut Peeta Tha Aur Teri Daadi Ganna Bahut Choosti Thi. Samjhdar Like Kare
Ek Charsi Eyes Donate Kerne Gaya
Aftr Operation
Dr Asks: Kuch Kehna Chahte Ho ?
Charsi: Jis Ko Bhi Aankhai''n Lagana Usay Bata Dena
Ye 2 Cush Lagane K Baad Khulti Hyn . . . ;->
Kabhi yaad aye to fone ker lena,
Paisy kam hon to SMS ker lena,
Agar Yah bi na ker saky to mobile dahi main daal ker
VIBRATION on kerna,
or lassi bana ke pi lena