Mujhe bass itna kehna hai, kabhi main yaad aoon to Kabhi tanhayee ki raatain, tumhai zyada satayen to Kabhi titli na bole to, aur jugnu lot jaye to Kabhi jab dil bhi bhar jaye, Koi jab sun na paye to Kabhi sab dost saathi bhi jo tum se rooth jayen to Kabhi jab khud se lad ker thakan se chur ho jao to Kabhi chahte huwe bhi khud akele roo na pao to Apni aankhon ko band kerna mujhe awaz de dena Phir mere tasawwur se jo chahai baatain keh dena Mere kandhe per sir rakh ker tum jitna chahe ro lena Jab main khud lout jaon to apni dunya chale jana Magar bass itna kehna hai Ke jab bhi dukh ya khusyoon main Humain dil se pukaro ge Humain tum saath pao ge.
"Sometimes your nearness takes my breath away; and all the things I want to say can find no voice. Then, in silence, I can only hope my eyes will speak my heart."
JINKE SAAYE MEIN KABHI CHAHTE THE GUJAARNA ZINDAGI,
AAJ UNKI YAADON SE BHAG RAHEN HAIN,
KAHIN SOTEY HUE WO KHWAB ME NA AA JAYEN,
IS DARR SE KAYI RAATON SE HUM JAAG RAHE HAIN
Chandni se chamakti is raat mein,
ek khushboo si hai har baat mein,
hai sitaare mere kadmo ke tale,
Ek ehsaas hai aaj unki har aahat mein,
paas aake bhi kyu hein duriya,
koi pyasa hein kyu barsat mein.
There’s a warmth in my heart It haunts me when you’re gone
Mend me to your side and never let go
Say Time knows nothing,
we’ll never grow cold
The more I live The more I know
Whats simple is true I love you
We must widen the circle of our love until it embraces the whole village; the village in turn must take into its fold the district; the district the province, and so on till the scope of our love encompasses the whole world.
My soul is on fire, peace is no way near, my heart is broken and restless, my eyes all red with tears,
my body acheing with pain, sleep turned into nightmare, i think this is the end for me or s it the starting of love. . . ? ? ?
Zamane bhar ki baton mei hame bhula na dena
jab kabhi yaad aaye to zara muskura dena
zinda rahe to milenge dost
nahi to har diwali mere naam ka diya jala dena