''Shayar hun main aawara math samajhna,
logon ko hasaane wala hun joker math samajhna,
pati hun apni biwi ka kisi aur ka math samajhna,
agar yeh dekh kar aap hasey to mujhey shabashi de dena,
nahi hasey to ek aam shayar hun ghalib math samajh lena''
"Yaar Ye Mard Kitni Jaldi badal Jate Hyn, Kal Tak Chaudry Sahab Mujhe Itne Ache Lagte Thay, Itne Pyare Lagte Thay k Kia Bataon?
Magar Ab Unki Shakal Dekhne Ko Dil Nahi Kerta" ;->