jaan keh kr pukaara

jaan keh kr pukaara
jaan keh kr pukaara to larz gai mere dil ki zameen

~Faraz~

Peechy mur kr jo dekha to wo mukhatib kisi oar se tha
  

Sep, 08 2014     115 chars (1 sms)     5107 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

Kaisay Dor-E-Jahalat Mein G Rahe Hein Hum "faraz"

Yahan Aadam Ka Beta Khush Hota Hai, Hawa Ki Beti Ko Benaqab Dekh Kar.!!!
“Kash kuch Dino ke Liye Duniya ko chor jana Mumkin hota

“Faraz”

suna hai Log bohat yaad kerte hein Duniya se chale jany k baad..!!”
Dill Ossay Roohh Say Panay Ka Talabgaar Hy Warnaa


Jissm Biktayy Hain Yahaa Chandd Damooo Main...(*_*)
rat aksar hum se ye sawal krti hai

faraz...

k kon hai tere dil main jo tujhy sone nai deta..
Iss Dafa Barshein Rukti He Nahi Faraz,

Hum Ne Ansu Kia Piye Sare Mosam Ro Pare !!!!

Woh Shaks Bhala Mera Kia Saath Nibhaye Ga
FARAZZ
Mosam Ki Tarah Jis ne Seekha Hai Badal Jana


Hoti Hay Baree Zalim Yaktarfa Mohabbat Bhe FARAZZ

Woh Yaad Tu Aatay Hain , Par Yaad Nai Kartay.....


~Kaß ka mar chuka hai tum jis ka p0chte h0 ''FARAZ"


~Us k0 kisi ki yaad ne zinda jala diya.
uske sapne ko pora karny ki zid thi meri"faraz"

usny azadi mangi or mene khud ko mita diya.
Waqt miley kabhi

To

Parh lia kro namaz,

Ye kia k har

Waqt bas

Faraaaz, faraaz,
faraaz... =P ;-> v
ishq tow shugal hy by rozgaar jawano ka,
jab nokri nai lagti tow dil ko laga lety hein!!!!
Ik umr ki judai mera naseeb kr k,

Wo tu chla geya hai batein ajeeb kr k.

Tarz-e-wafa ko uski kya naam doon, "Faraz"

Khud door hona chahta ha mujy qareb kr k