Janab Yaqoob Rasheed Ne Farmaya K Dhu al-Qi''dah K Maheney May Jo Shaks Kisi KO 100 Rupee Ka Card send Kary Ga Qayamat K Din Ussy WARID ki Sim Free Miley Gi!!!!
Aik park mein Mian Biwi lar rahe theyQareeb hi bench par kuch aawara larke bethe theyMian ne ghusse mein kaha "Dil karta hai tumhein kutton k agey dal doon"Larkon ki taraf se aawaz aai "Bhow. . Bhow Bhow. . ."