ek teacher se puchha gaya ki wo apne bachho ko kya padhate hai?
teacher ne bade aaram se ans diya-
pahle to mai unhe batata hu ki mai kya batyane wala hu,
fir jo batana hota hai mai unhe bata deta hu,
or ant me,mai unhe ye batata hu ki maine unhe kya bataya hai
Machar ne jo katha to dil mein junoon tha,
Khujli itni huyi,
Dil bay sukun tha!
Pakda to chod diya ye soch kar..
Ki sale ke rago mein apna hi khun tha.