''Ek bar kuch bandar jangal se bhag gaye phir wo hotel mein phuchen unme se ek pizaa kha raha tha ek burger kha raha tha aur kuch bade dhayan se ye message parh rahe the.''
Bhagwan Duniya par BEER peene aya. 12 bottles pine ke baad Sardar ne Pocha " aap ko Charhti Kyu Nahi?
Bahgwaan: Main Baghwaan hon.
Sardar: Charh Gai hai salay Ko.
''SMS karne k fayde
1-Mobil ko zang nahi lagta.
2-Timpas hojata hai.
3-Ap jise karenge wo khush rahega.
4-Contact bana rahega.
5-Apko koi KANJUS NAHI kahega