Manager 2 Sardar :- Aapki shadi ho gayi ???
Sardar :- Ji haan, ek ladki se hui.
Manager :- Shadi to ladki se hi hoti hai...
Sardar :- Nahi ji, meri bahan ki shadi to ladke se hui......
''Shayar hun main aawara math samajhna,
logon ko hasaane wala hun joker math samajhna,
pati hun apni biwi ka kisi aur ka math samajhna,
agar yeh dekh kar aap hasey to mujhey shabashi de dena,
nahi hasey to ek aam shayar hun ghalib math samajh lena''